He is 1 yr 6 mnth.. he looks sooo skiny.. vese to bohot active hai.. but vo bohot patla hai.. jyada solid nahi khata, agar chapati do, to bas 1-2 pcs khayega, fruit ka b yahi haal hai.. vegetable ka bhi.... Isliye mujhe har do ghnte bad milk dena pdhta hai...
Ab me kese usko thoda healthy banau... Weight wise bhi normal range me hai.. bas lekin bohot skiny dikhta hai... Kya kru.. kese chubby karu usey... Sab usko dekhkr bolte hai ki ye bohot kmzor hai...
Rishu
23 Sep 2019
0
Interested
6
Answers
0
Shares
Kavita Sahany
<span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/3354">Kiddy Kitchen: Toddler Weight Gain Special</a></b></span>
Like
Reply
23 Sep 2019
Kavita Sahany
<span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/3949">Hide Veggies In Paratha For Your Fussy Eaters</a></b></span>
Eggs. , Dals , banana milkshake with nuts sab den. Vegetable stuffed paratha bhi.. kuch different try karte rahen. Ye articles padhen..
Like
Reply
23 Sep 2019
sonam patel
Rishu ji, saari baatien aap hi bol rae ho na..Baby active hai, weight normal range me hai... Aur kya chahiye aapko? Ek sal ki age k baad bache ka weight gain bahut hi kam hota hai... Aap please ye sab mat sochiye...Mera beta bhi bahut patla hai...but active hai toh tention kis baat ki hai. Doosre bahut kuch bolte hai...Bolne dijiye aap unko... Chubby hona jaroori nahi hai, bas swasth hona jaroori hai.
Kavita Sahany
Like
Reply
23 Sep 2019