Feeding, relaxing bath, patting on the chest, singing to him, bed time stories try kijiye. light looose clothes pehenaiye jise ki garmi na ho. yeh aapko help karega
Like
Reply
11 Apr 2022
Dr Pooja
Hello mom pareshan naa ho, ye garmi ke karan ho sakta hai. Uska feeding routine bhi change ho gaya hoga. Usse time to time feeding karte raho aur, definetly uski need puri ho jayegi.
Bhavna Anadkat
Like
Reply
11 Apr 2022