Hello, meri beti 4 years ki hai wo morning me jaldi uththi hai phir bhi raat ko jaldi nhi soti ....uska dhyan bas khelne me rehta hai.
swati
06 Jul 2019
1
Interested
1
Answer
0
Shares
sonam patel
Swati, ye toh ek tarah se acha bhi hai ki aapki beti active hai. Lekin han, aapko ek routine set krna hoga. Aap log sab ek hi time pe roj bed pe jae..Aur lights off kar de ya dim kar de...Usko bilkul entertain na karen. Bed time stories suna skte hain...Aap roj ek routine bna le jaise ki ek time pe hi aap room me jae, uske kapde change kare, usko stories sunaye aur pat kare back pe... Aur strictly ek hi chij follow karen har roj jisse thode time me usko adat ho jaegi. Ye article padhe aap, madad milegi <span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/4551">क्या आपका बच्चा रात में जल्दी नहीं सोता ?</a></b></span>
sonam patel
Like (1)
Reply
06 Jul 2019