Meri baby 1 month or 2 days ki hai. Wo starting se hi 1 sided feeder hai. Jisse mera 1 side ka breast bda or dusre side ka chota ho gaya hai. 1 side se feed karwane me Kya mujhe ya baby ko koi problem ho sakta Hai? 1 side se Kya main baby ko 6 months tk feed karwa sakti hu? Kya baby ko satisfaction milega? Please suggest me n give some solutions like any remedy or exercise jisse main mere dusre nipple ko baby k suck krne k liye ready kr sku.. .
Roopali soni
08 Apr 2020
0
Interested
3
Answers
0
Shares
Roopali soni
Main Roz try krti hu, but wo leti hi nai hai.. .or rone lagti hai...fir mujhe 2nd syd se feed karwana hi padta hai...koi exercise ya home remedy hai Kya jisse main apne nipple ko suck krne k liye kr skti hu...please btaiye...
Like
Reply
08 Apr 2020
Bhavna Anadkat
Hello<br>
Baby ko ek side feed karvana bilkul bhi thik nahi he ..Aap ko bhi problem hogi aur baby ka pet bhi thik se nahi bharega ...Aap baby ko dono side feed karvaye ..Baby ko comfort k liye aap nipple pakad kar baby k muh me dijie jisse wo thik se suck kar paye ...Aise aap har baar kre to baby ko adat pad jayegi
Roopali soni
Like
Reply
08 Apr 2020