Mera baby 5 month Ka hai..ky mujhe usko formula milk dena chahiye qk mujhe lgta hai k uska pet nh bhar raha.plz suggest kya me use formula milk de sakti hu din me 2 bar
Afsha khan
25 Jan 2018
0
Interested
10
Answers
0
Shares
Anonymous
Thanq all for your precious replies ☺
Like
Reply
26 Jan 2018
asha chaudhry
ek aur mahina ruk jao - 6 months complete hone par semi solid foods shuru kar sakte ho. babies is stage par fingers mouth mein daalte hain! zaroori nahin hai ki usse bhookh lagi ho :)
Like
Reply
26 Jan 2018
Yogini Kandre
Licking finger se sirf ye Nahi hota k baccha hunger ki vajah se kar raha hai, jese aapne bola K wo 10 se 15 baar susu karta hai uska matlab pet bhar raha hai, agar uska weight nahi badh raha hai to Aap Dekh sakte ho, take care
Like
Reply
26 Jan 2018
Sumira Bhatia
Kya uske weight gain mein problem hai? Formula sirf tab shuru karo agar woh din mein 6-7 tomes se Kam susu Kar raha ho . . Yeah weight nai ho raha yeah fir baccha bahut ro raha hai
Like
Reply
25 Jan 2018
Richa Kaushik
Licking finger is not a sign of hunger. This is mouthing stage .<br>
Anonymous
Like
Reply
26 Jan 2018