question
Hi all..

meri shadi hui last year..I myself belong to a wel to do family aur jahan rishta hua vo b thek the sab ne kaha well educated family hai tou haan kr do ab sab aram se hogya par wahan ja k dekha Safayi ka koi naam o nishan nahi rats ghoomte hai khane peene ki cheezu pe..bohut purane bartanu mai pakaya jata hai rust lage hue bartanu mai..chawal mai keede par meri saas phenkne nahi deti kehti hai saaf kr k pakao..nalku mai se rust nikalta hai pani k sath..now i am a mother gave birth to a baby girl i am my mothers home do u all think i should go there with my lil one ..wo log bar bar ghr aney ki baat kr rhy hai mai kya kru plz help
anonymous
follow-btn
Interested

1

Interested

Answer

14

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Samreen

Mere sasural ka bhi same yahi haal hai..n im pregnant ab to jse tese adjust kr lya but after baby i dnt knw kse hoga sb manage..baby k sath ese ghr m rehna easy nh h jaha rats ho or itni gandgi ho ...

Like

Reply

Anonymous

Anees Fatima

sahi baat hai i will do same thankyou all..thankyou so much

Like

Reply

Anonymous

BabyChakra Expert

Anees, here is what you can try. 1. Kya apke husband agree karte hain ki situation theek nahi hai? Agar haan, toh sabse pehle apne husband se bahut carefully baat kariye. Ask him to come and meet you aur ye baat aamne saamne kijiye. 2. Apne husband ko ye zarur samjhaiye ki ye apki baat nahi hai. Yahan baby ka sawaal hai. Apni mother in law ko blame na kijiyega unke saamne. 3. Apne husband se unki family se baat karne ke liye uksaiye. Yaad rakhein ki ye kabhi na bola jaye ki aapko aitraaz hai. Make it about the baby. Dadi ke liye sabse bada pyaar kya hota hai? Unki poti ya pota. toh aap log family ko ye samjhaiye ki cleanliness and hygiene bacche ke sehat aur uske right growth and parvarish ke liye bahut important hai. 4. Family ko videos aur articles padhaiye for cleanliness for children. 5. Dheere dheere karke changes karna shuru kijiye. 6. Make it a positive change for everyone taaki log accept karein use. 7. Ismein time lagega aur apko patience rakhni padegi. Appko bhi pata hai ki apko ek din to wapas jana hi hai. Toh uski tayyari abhi se shuru kijiye.

Like (1)

Reply

Anonymous

Priya Sood

HI DEAR! Aapko apne hubby se baat karni chahiye. BINA DOSH diye baby ke health ke baare mein bataayein. Problems solve hosaktein hain

Like (1)

Reply

Anonymous

asha chaudhry

hi anees - a big mom hug to u. aapka yeh post padhkar dukh hua. best solution toh yahi hai agar aapka doosra ghar bana hua hai toh husband ko apne ghar bulakar convince karo. aapki family usse convince kar sakti hai? dr ke paas le jao aur cleanliness ka importance batla do. alag rehne se nazar nahin lagti - par gande kitchen se problem ho sakta hai. <b><font color ="#3b5998"> @616d5a27c1b4770013bcb718 </font></b> <font color ="#3b5998"><b> @616d55dd5988200013dc3ea9 </b></font> kindly advise

Like

Reply

Show more comments

lifestage
gallery
send