Hi frends. Mere beby ki tabbet kharab ho gayi hue. Use cold or jukham Sathi hi temperature bahut hue. Dr ne kaha use viral infection ho Gaya hue. So muze kya karna chahiye pls help me
Yashank Vairagad
23 May 2019
0
Interested
3
Answers
0
Shares
Garima Singla
If someone have fever due to any type of infection in body (like urine infection, blood infection, skin infection etc.) then you can use below Kada / leaf tea :
2 leaves of Tulsi (basil)

1 leaf of Neem

1 leaf of Pipal

1 clove (kali) of Garlic slightly crushed
Put all these in 2 cup of drinking water and start boiling and when it becomes half then strain (chaan na) it and add atleast 3 tea spoons of pure honey dabour is not recommended and then take this tea at least 3times a day
(This will work strictly as per the given formula only)
Like
Reply
27 May 2019
shristhy thapa
Hi

Ashwini jii

Aap Doctor ki salah lete rahe.

Abhi garmi bhi hai.baby ko sidhe ac,cooler ke paas naa rkhe.sutti kapre pehna ye,baby ka aur aas paas ki chijo ko saaf rkhe.usse infection kisi bhi chij say ho sakti hai.jb bhi pakro pehle hath dho lay.

Baby ki feed karate rhe.sath me khilate bhi rahe.

Chinta naa kare baby thik ho jaygii
Like
Reply
25 May 2019
Bhavna Anadkat
Hello

Viral infection me aap doctor ki di hui davai chalu rakhiye.. Aur baby ke aaspas saf suthra rakhe... Baby ko uthane se pahle hath dhoye.. Har do ghante me kuch khilate rahiye..
Garima Singla
Like
Reply
27 May 2019