hi m 14 weeks pregnant . mjhe evening me bohot weakness hojati h kuch kam nhi kar pati kuch btaye me kya kru ?
Arshi Rehman
22 Apr 2017
0
Interested
7
Answers
0
Shares
Arshi Rehman
k thanx 2 ol ab me zada dhyan dugi in sb bt pr
Like
Reply
22 Apr 2017
Sheeba Rizvi
Arshi pregnancy me in weakness hona normal hai aap apni diet achchi rakho doctor se pooch kar folic acid dawa start karo zaruri hai...threptin biscuit khaaiye mujhe bhi first baby per weakness hoti thi kaafi to doctor ne likha <u>tha</u>
Like (1)
Reply
22 Apr 2017
Neha Rungta
Iron supplement lena <u>zaroori</u> hota hai agar haemoglobin low hai. test karwaya aapke gynaec ne?
Like
Reply
22 Apr 2017
Neha Rungta
Aap nuts kha rahe ho jaise khajoor, akhrot, soaked badaam? Summer season hai isliye thoda khanna chahiye aur unke upar 1 glass paani peena chahiye. breakfast 10am ke pehle kar lena chahiye. fruits aur sabzi acche se khaana aap. Nariyal pani 12 pm ke pehle peena aapke aur aapke  baby dono ke liye accha hai. theek se khane se aur sleep/rest routine follow karne se aapko energetic feel hoga.
Arshi Rehman
Like
Reply
22 Apr 2017