question
hi mam, mera baby 50 days ki hai. par muje jyada milk ata nahi hai so mere baby ka pet nahi bharta to breastmilk increase ke liye kya karna chahiye plz tell me
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

7

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Neha Verma

Hi... take masur dal daily n take milk with kismis two times in a day....n u can also try mama aearth Mam's milk tea for Mam's it's natural...n also help to increase your <u>milk</u>

Like

Reply

Anonymous

Pradnya A

meri baby dakar nahi deti jaldi bahut time lagati hai. kabhi kabhi deti hai or agar nind me hogi to nahi deti dakar. mai use kandhe par rakhti hu

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

Kya aap bachche ko dakar karate ho? Har baar dudh pilane k baad ache se dakar kaarao aur thode der kandhe pe rakho....Turant bed pe mat sulaao... Halke haatho aap pet pe massage bhi kar sakte ho.. aur pairo se cycling motion karo... Aur aap upar swati ne jo article share kiya h wo padho aur breast milk badhaane ki kosish karo...

Like

Reply

Anonymous

Pradnya A

mai use similac formula milk deti hu. meri baby first mera milk suck karti hai but uske baad uska pet nahi bharta to use formula milk deti hu. but abhi 2,3 din se wo formula milk nahi thik se pi rahi. uska pet bhi tight rehta hai . mera milk suck karti hai but 1/2 hrs ke baad use bhook lagti hai pet ki wajah se wo formula milk nahi leti. to kya karu

Like

Reply

Anonymous

swati upadhyay

https://www.babychakra.com/learn/3965-sahi-tarah-se-stanpaan-karaana-hai-zaroori

Like

Reply

Show more comments

lifestage
gallery
send