question
Hi mam mere bete ko abhi 3 months complete ho chuke hai wo kal se bhut patali poti kar raha hai. Ekdum pure pani ki tarah nahi hai lekin bhut patali hai.dinme 10 12 time to hoti hogi. Kya kru ?? Aur Kaunse month se mein gutti dena start karu ??
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

3

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

sonam patel

Cow milk bilkul band kare. Cow milk ek sal k baad hi di jaati hai chote bacho ko. Aur paani 6 mahine k baad hi. Bacha pacha nhi payega aur ye sab problem hogi. Ghutti dena safe nhi hai. Aur aap formula milk yani powder wala doodh de skte hain. Cow milk bilkul band kar dijiye. Kidney pe asar padega bache k

Like

Reply

Anonymous

Bharati Patil

Mam mein mera milk sufficient nahi hota isliye thoda cow milk pani mix karke deti hu. Baby totally breastfeed pe nahi hai.

Like

Reply

Anonymous

Bhavna Anadkat

मा का दूध पीता बच्चा दिन में 10 बार भी पोट्टी करे तो भी नॉर्मल है । पानी जैसी पतली नही है तो चिंता न करे । घुट्टीकी बेबी को कोई जरूरत नही है । 6 महीने तक बेबी को सिर्फ मा का दूध ही पिलाये। मालिश कीजिए रोज। हर फ़ीड के बाद ठीक से डकार लेवाये

Like

Reply

lifestage
gallery
send