Hi , mera baby ko 8 month chal raha h. Mei usey semi food deti hu . Phle woh kha leta tha but aajkul bilkul nhi khata kya karu
Deepa Rana
29 Nov 2019
0
Interested
6
Answers
0
Shares
Anonymous
Thanks
Like
Reply
29 Nov 2019
Anonymous
Ok
Like
Reply
29 Nov 2019
sonam patel
Jo ki aapke ungli k size k ho, soft ho, bacha khud se utha k muh me dal paae. Jaise ki ubli hui sabjiyan, gobhi broccoli jaise sabjiya, paneer fries, aloo k fries...Ye sab.
Like
Reply
29 Nov 2019
Anonymous
Finger food kuanse hotel h
Like
Reply
29 Nov 2019
sonam patel
Agar baby ko dant aate hain toh wo bhi wo nhi khana chahte hain... Aap dekhiye dant to nhi aa rhe. Aur semi solid na den ab.. ab aap thoda thos khana dena shuru karen. Bache ko apne saath baitha k khilaye. Usko finger foods dijiye jo wo khud se utha kar kha paae.
Anonymous
Like
Reply
29 Nov 2019