Hi meri beti 2.6 yrs ki hai ..bht chid chid karti hai..khana thikse nhi khati ..bht roti rehti hai har bat per ...uski jidd puri karna chahti hai ..wait bhi 1.6 sal se 9 kg hai ...
khushbu
29 Aug 2019
0
Interested
2
Answers
0
Shares
khushbu
Thanks
Like
Reply
29 Aug 2019
sonam patel
Weight ki chinta na kare. Aap khane k time ko family time bnaye. Sablog sath me baith k khaye aur baby ko bhi sath me baithaye. Usko khud se khane k liye protsahit kare. Aur jb bhukh lage usko tab khane den.. <br>
Secondly , ye age hi aisi hai jb bache bahut jiddi ho jaate hain...Aap strict rahe, jo poori krne wali chij hai wo thik hai...Lekin jo poori krne wali wish nhi hai usme ap strict rahe. Chahe kuch bhi ho wo jid poora na karen. Aap ye article padhiye, thodi help milegi <span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/4574">क्या आप अपने २ साल के बच्चे के टैंट्रम्स से परेशान हैं?</a></b></span>
khushbu
Like
Reply
29 Aug 2019