meri shadi ko 2 years ho gya he. may me mujhe ectopic ho gya tha . abhi period late se aya doctor bole ovarian cyst ho gya he. ovarian cyst hone se pragnant hone me koi dikkat hota kya .doc mujhe berbitol and evecare syrp diye . plz reply me i want baby
Bharati Sahu
11 Sep 2017
0
Interested
6
Answers
0
Shares
Dr. Shilpitha
Berbitol tab is used to treat ovarian cysts.. especially poly cystic ovaries..
Like
Reply
11 Sep 2017
Bharati Sahu
ok. thank u
Like
Reply
11 Sep 2017
Sheeba Rizvi
Hey Bharti aap pregnant ho sakti ho aap doctor ko follow kariye ovaries ka treatment kariye...ovaries remove karne se problem hoti hai...meri Saas ko uterus n ovaries dono mein fibroids the doctor ne uterus ka operation karke fibroids nikale lkn ovaries ka rahne diya uske baad unko dono bete hue woh bhi normal delivery....
Like
Reply
11 Sep 2017
Bharati Sahu
thanx mam. berbitol tablet ka kya use he mam
Like
Reply
11 Sep 2017
Dr. Shilpitha
Hello..<br>
ovarian cyst agar small size he tho darne ki koi baat nahi.. you can conceive, continue medicines..
Dr. Shilpitha
Like
Reply
11 Sep 2017