Hi mom I m facing same problem, Mai aabhi sasural aai hu, abhi tak mayke may think.mera baby 4 months ka hai .abhi Ghar ka kam our time ko hona chahiye iss liye muze tension aata hai . Our ye reason hai Kya milk production Kam hone ka.
risha chidrawar
03 Mar 2018
3
Interested
2
Answers
0
Shares
Sarah Ikram
Ar aap tnsn mat lijye bache ko palna hai aap ko... Apna ar bache ka khyal rakhye.. Achi diet lijye... Masoor daal ar urad daal se milk production zada hota h.. Bowl me le ke pe paiye to pijye... Aap bhi doodh zada pijye.. Ar hydrate rakhye khud ko pani bhi khoob pijye... Makhane ke lae se bhi milk production kafi hota h.. Bache ki diet badhi h ap ko apni bhi badhani padegi... Ar agar in sab se bhi milk production me kami lage to ek do baar bache ko formula de <u>dein</u>
Like
Reply
03 Mar 2018
Sarah Ikram
Aapko aisa lag ra hai kya ki milk production kam hai??ap ka 5th month me h... Uski diet bhi pehle se zada hai to ho sakta hai ki milk bache ke liye kam pad jae....
Sarah Ikram
Like
Reply
03 Mar 2018