question
Hi mom stars ... My baby is 1 month 1 week old... Uskaa latrin bohot light hotaahe... Or doctor Ko dikhayee toh digation syrup diye... Pehlaa 2 days normal latrin huaa parantu Abhi 2 din se uskaa latrin huaa nahi .. kya karna chahiye please batayee kuch permanent solution..... Baby Mera latrin tight vajese rotaahe latrin jaate samayi... Please batayee kya karnaa chahiye .
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

7

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Sneha Manoj

Ji ok mam thank u so much

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

Aap bilkul apni maa ko aisa na karne den... Baby ko dikkat ho jaegi isse...Ye sab chije aap na kare...Bilkul bhi nai.. aur baby 7 dino tak na bhi kare potty toh koi dikkat nai hai...Aap kuchh na kare iske liye... 7 din se jyada ho jae toh doctor se dawai len...Aise nai.

Like

Reply

Anonymous

Sneha Manoj

Par poty karaanekaa kuch solution dijye please... Mera mommy lifeboy soup hole me lagatihe tohh 10 mint ka andar poty kartaa he pura bade lago ka poty jesaa kartaahe puraa tight ... Mujhe ek solution dijye daily soup laganese prblm bhi hosaktaahe....

Like

Reply

Anonymous

Sneha Manoj

Ji ok thank you ji

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

Sneha... Baby doodh piyega toh susu aaegi usko... Bachche bahut Susu karte hai... Aur ye achi baat hai. <br> Aur maa ka doodh pine waale bachche kbhi kbhi 7 dino tak bhi bina potty k reh skte hai .. agar 7 din se jyada hota hai toh doctor se dawai leni padti hai. Nahi toh normal hai.<br> Aur baby gas k wajah se bhi rote hai...Aap har feed k baad achche se dakar karwao...Aur 10 minute kandhe par rakho...Fir sulao

Like

Reply

Show more comments

lifestage
gallery
send