Hi ...my baby boy is 26 days old..and uskey chest ko press kartey hin milk chaleyjaney k liye chest sey...esa karna sahi hy ya ny
Tasneem Sonu
08 Dec 2017
0
Interested
4
Answers
0
Shares
Sheeba Rizvi
Tasneem chest ko kisi bhi reason se press mat kariye baby bohot chhota hai....aap usko feed karne ke baad shoulder per lekar uska back dheere se rub kariye usko dakaar aayegi aur milk digest <u>hoga</u>
Like (1)
Reply
08 Dec 2017
asha chaudhry
Bf position dekho yahan <span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/1294">Your Guide To Latching And Breastfeeding Positions!</a></b></span>
Like
Reply
08 Dec 2017
asha chaudhry
Milk chale jaane ke liye chest kyon press kar rahe ho? Pls aisa matt karo. Baby bahut naazuk hai. Agar aapne usse theek se pakda hai toh milk properly chala jayega.
Like
Reply
08 Dec 2017
Priya Sood
Main samjhi nahin. Pls uske chest ko press na karein. Gently maalish kaafi Hain
Sheeba Rizvi
Like (1)
Reply
08 Dec 2017