hii... mera baby 6 and half month ka hai ...wo hamesha 3 to 4 days ko potty karta hai ...par ab ki baar mere in laws k pas gaye jab wo toilet nahi aane se bahot ro raha tha....mere mom ne usey betel leaf ko lifebouy soap laga kr anus main insert kiya ...usne jab hi toilet kiya ....par jab se 4 din ho gaye usey loose motions ho rahe hain ..watery ....bahot zyada. . ..plz help me...usey kaise aaram dun ...wo bahot weak ho raha hai ..
Nazia Fatima
31 Jan 2018
0
Interested
5
Answers
0
Shares
asha chaudhry
nazia - jab semi solids shuru karte hain, toh babies ko potty ki dikkat aati hai. as a practice, (jab baby theek ho jaye tab) routine mein aap pls pani zyaada pilao. agar constipation jaise lage toh roz papaya ya banana, khilao. carrot, pumpkin, dudhi grate karke dal, rice mein roz khilao. agar phir bhi constipation ki problem hoti hai toh proper pediatrician se laxative syrup prescribe karvao. pls anus mein soap water mat dalo. aapka baby bahut chhota aur nazook hai. tc. i hope baby feels better soon.
Like
Reply
31 Jan 2018
Bhavna Anadkat
To vapas jao dr k pas. ..use btao k medicines kam nai kr rahe. ...pl ab aur kuchh apne hisab se mat kro. ..zyada loose motion se use weekness aa jayegi. ...ap abhi ORS do jisse water level bana rahe. ..
Like
Reply
31 Jan 2018
asha chaudhry
nazia - pls first take baby to the dr. dr batayenge kya karna hai. baby ko loose motions jab ho toh 1 din wait kar sakte ho - 4 bahut zyaada ho jaata hai. pls tc.
Like
Reply
31 Jan 2018
Nazia Fatima
dr ko dikhaya wo usey co2 antibiotic diye hain..par still kam nai hore...
Like
Reply
31 Jan 2018
Neha Mani
Please baby ke sath ye sab mat kariye..agar use koi bhi problem hai to doctor ke pas le jaye..isse use dikkat ho sakti hai..AP use turant doctor ke pas le jaye aur age se aisa kuch na kare..chote bacche 3-4 din pe potty kare to normal hai..aur agar wo to raha ho to use pet pe heeng laga skte hai bas..isse age koi dikkat ho to doctor ke pas le jaye..
asha chaudhry
Like
Reply
31 Jan 2018