hii mummy's meri beti he would kishi ke pass nahi jati srif me Chahiye me kya karu ke wo sab ke pas jay?????? aur uska weight Nahi badh raha me kya karu?
Ami Bhavsar
04 Aug 2017
2
Interested
6
Answers
0
Shares
Aradhana Sharma
hi dear baby ko jab aap kissi ke saath chodo to pehle aap uske saath main betho aur usko feel karao ki mommy is near by, baby ko thoda time lagta hai par ho jayega.weightbgain ke liye, aap baby ko banana, sweet potatao,potato,ragi,sathumox,porridge with dry fruits powder (as per age), rice carrot potato,home made paneer yeh Sab de sakte hai, dal main tuwar dal dijye,khicdi main thoda drop pure ghee dalo
Like
Reply
04 Aug 2017
Ellora Mohanty
Weight badane ke liye poha porridge , banana, yogurt and potatoes aap baby ke diet me add Kar saktein ho. Aap dusron se mile aur baby ko unke paas chod ke wohi rahein taaki baby comfortable ho kuch time lagega. Yese karenge toh baby familiar ho jaatein hai. Don't worry yesa karte hai time lagega.
Like
Reply
04 Aug 2017
Deepali
Weight ke liye aap usko

banana

Egg

Rice daal

Porridge

Potato de sakte ho.

Aap dheere dheere usko baki logo ke saath khelne do. Usko zayada logo se milao.
Like (1)
Reply
04 Aug 2017
Manvi Bhandari
hello ami. bacho ko socialize hone mai thoda time lagta hai. it depends on baby to baby .. aap dhire dhire try karte raho use baki logo ko do nd aap uske near raho. take her outside in some garden or somewhere jahan bache jayada ho. unhe dekh kar bhi she vl get interested i guess.. slowly slowly try karte raho. nd regarding weight u cn give her healthy nutritious food to eat. whats her birth wt nd current wt?
Aradhana Sharma
Like
Reply
04 Aug 2017