Hlo mam...... I'm 28th week pregnant....... 1st trimester me mene thyroid test krwaya tha tb 3.28 aaya tha to doctor ne thyrox 25mg lene ko bola tha uske baad 2nd trimester me fir se test kiya to 0.48 aaya uske baad doctor ne tablet lene se mana kr diya ab me thyroid kisi koi bhi tablet nhi le rhi hu.......... Kya ye thik h........ Aur kya ab me roz raat ko kesar ka dudh le skti hu jo doctor ne maxvida protein powder diya h usko kesar wale dudh me mila kr pee skti hu.........
Abhilasha Patidar
08 Sep 2019
0
Interested
5
Answers
0
Shares
Abhilasha Patidar
Me ye janna chahti hu ki pregnancy me thyroid ki kya range hoti h
Like
Reply
08 Sep 2019
Abhilasha Patidar
To kya kesar wale dudh me powder daalkr piyenge to koi problem to nhi
Like
Reply
08 Sep 2019
Durga salvi
Hi ..during pregnancy muje bhi thyroid tha or normal bhi hua tha ..Kam or jyada bhi par mere doc ne teblet continue khane ko hi khi thi ..agar apke doc ne kha hai to aap chinta mat kariye ..<br>
Par aap har 2month me test jaroor karvaye thyroid .<br>
Ha aap Kesar vala milk pi sakte hai daily 2-3taar dalkar Kesar ke..ha aap powder bhi daal sakte hai milk me.<br>
Abhilasha Patidar
Like
Reply
08 Sep 2019