question
Hloo..Mera baby 6 months 6 days ka hua hai mein usko apple puree dal ka oani aur cerlec d rhi hu aur mein ab usko Dakota khicdi d skti hu
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

2

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

sonam patel

Aap ek din me ek hi meal den. <br> Aap phal aur sabziyon se shuru karo... Daal se bhi kar skte ho... Daal ko ache se mash kar k do...Phal jaise ki kele ko mash kar ke do... Seb ko ubaal ke... Aur sabziyon ka soup de skte ho... Sabzi jaise ki lauki, aloo ubaal k de skte ho... Abi shuruat me bas ek meal dena hai...4-5 spoons b kaafi hain... Dheere dheere dose badhana hoga... Aur koi b nayi chij aap lagatar 3 dino tak dena jisse bachche ko bachaane ki adat hogi aur apko ye bhi pta chal paega ki us khaane se koi allergy toh nahi hai... Uske baad aap khichdi, daliya, chawal daal, sooji kheer, aate ka halwa jaisi chizen de skte ho..Ek sal tak namak, chini, honey, cow milk na dem. mai link share kar rahi hoon aap wo dekho... Idea milega. <span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/4365">&#2349;&#2366;&#2352;&#2340; &#2325;&#2375; &#2358;&#2368;&#2352;&#2381;&#2359; &#2342;&#2360; &#2346;&#2370;&#2352;&#2325; &#2310;&#2361;&#2366;&#2352;</a></b></span>

Like

Reply

Anonymous

Kavita Sahany

De sakte hain.. kuch juices , dal ka pehle den uske baad semi solids..

Like

Reply

lifestage
gallery
send