I had a baby b4 10 days with c-section uske baad se kuch khane ka dil nai karta Kya karu breast milk b sufficient nai hai...
Sonam Khanna
05 Jul 2017
0
Interested
5
Answers
0
Shares
sonam patel
hii... aap stressed out mat ho... jo b khaane ko mann ho rhA h wai khaao.. small and frequent meals lo... proper rest kro.. khub saara paani piyo... aur baby ko feed karate rho.. jitna jyada feed karaoge utna jyada milk produce hoga. take care.
Like
Reply
05 Jul 2017
akansha
Don't worry.. Generally c section k baad starting me in milk supply Kam rehta Hai par Jaisa Asha ji ne kaha jitna milk pilaoge utna milk supply badega.. Toh aap koshish karte raho... Khane mein no Mann Karen woh Khao.. Jeere ka extra tadka maar k Khao daal mein, sabzi mein.. Milk supply increase hota Hai.. Sauf se bhi milk supply badta Hai.. Paani khoob piyo.. Khoob saare fresh fruits n vegetables Khao.. Makhane Khao.. Calcium bahut hota Hai aur aapko Dard mein bhi Rahat milegi.. Aur sabse badi baat stress mat lo.. Dabur dashmolarisht <u>pio</u>
Like
Reply
05 Jul 2017
Anonymous
<u>thanku</u>
Like
Reply
05 Jul 2017
asha chaudhry
hi anon. first of all many congrats and blessings! breastmilk ka aisa hai, jitna zyaada pilaoge utna badta jayega! pls fluids aur doodh, dahi zyaada lo. thoda thoda kar ke khaate raho! ghee khaane ki zaroorat nahin hai. <b><font color ="#3b5998"> @61321b91c71eba0013440537 </font></b> <font color ="#3b5998"><b> @6372999217d2c800158d8bec </b></font> <b><font color ="#3b5998"> @616da150c1b4770013bd1256 </font></b> #tagfwd <font color ="#3b5998"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/841">Foods that Enhance Breastfeeding</a></b></font>
Like
Reply
05 Jul 2017
Dr. Shilpitha
hello..<br>
have whatever you wish to have like fresh fruits or dry fruits or anything you like.. dont stick to any old post natal regimen..
sonam patel
Like
Reply
05 Jul 2017