Maa doodh kyun khara hojata hai ...... meri baby mera one side ka milk nahi peerahi hai .... shayad vo khara hogaya hai ....mai kya karsakti hun ...aq
Shaik Nadeem
20 Aug 2019
1
Interested
3
Answers
0
Shares
Akanksha Bhuri
Hi, Aisa kuch nai hota ki doodh khara ho isliye bachha nai pi rha. Aksar chhote bachhe ek side feeding zyada prefer karte hai. Aap khud socho, ek side ka Sahi hai aur dusre side ka khara kaise ho jayega? Ho Sakta hai baby ka pet bhara ho, ya gas ho rhi ho isliye vo nai pi rhi. Aap usi side se pilana shuru karo feeding ke time. Ya fir atleast thoda milk express karke nikal lo. Otherwise vo breast hard ho jayega, aur feed Karana mushkil hoga. Ducts block ho sakte hai. Feeding position bhi change karke dekho, ho Sakta hai ki kisi aur tarah se pi le.
Like
Reply
21 Aug 2019
Shaik Nadeem
Mai donon se hi pilaya karti thi but do din se vo ek hi side se peene lagi .... maine b gaur nahi kiya ... jab my agli wali side ka dene lagi to vo bilkul b nahi lerahi
Like
Reply
21 Aug 2019
Sania Bhushan
Dudh khara hain,aapko kaise pta chala,bacho main yeh aadat hoti hain,ek side se peene ki .Aap baby ko dono side se pilao
Akanksha Bhuri
Like
Reply
21 Aug 2019