Main 33 weeks pregnant hu. Kabhi kabhi right abdomen me stretching like pain hota hai. Fir let jati hu thodi der aur thik ho jata hai. Kyun hota hai ye ? Aur kabhi kabhi main feel krti hu upper abdomen me kuch stuck ho jata hai. Par baby is active. To stuck kya ho jata hai? Kuch samajh nhi aata
Priyanka Modak
08 Sep 2017
0
Interested
3
Answers
0
Shares
Sangeeta
baby k development k karan uterus ka size badta h jis se baki organs par dabaav bad jata h or tummy m khichhav lgta h..sb normal h dear aap pareshan mat hovo..uper abdomen m gastric stuck feel hota h vo b normal h..khane k beech jyada gape mat rakho thodi thodi der m healthy food like fruits khate rho..or pani khoob piyo
Like
Reply
08 Sep 2017
Dr. Shilpitha
Hello..<br>
baby ab bada he, unko aapke uterus me kam jagah mil rahi he.. so it is obvious to face these type of discomfort in last trimester... aap acche se aaram kariye and dont stress yourself..
Like
Reply
08 Sep 2017
Priya Sood
Aisa kabhi hota hain. Reports, scan agar sab theek hain to chinta na karein
Sangeeta
Like
Reply
08 Sep 2017