main apne saas se tang aa suki hu agr main pregnant nhi hoti to main suicide kar leti.. din bhar baate sunati hai sunne ki bhi ek haad hoti hain .. my hubby with me but hum; abhi family se separate; nehi ho sakte bcz chote bhai ke nxt year shaadi hain.. sasur nhi hai unhe hi responsibility uthani hain .. but mujhe ab nhi rehna yaha main aapni maa papa ki laadli thi aur yaha meri koi izzat nehi hain hubby k alawa
Rasmi
20 Oct 2017
0
Interested
6
Answers
0
Shares
sonam patel
Anon...Sbse achi baat hai hubby apke sath hai... Aap bure khayal apne mann me mat laao... Hubby se baat karo iss baare me... Unhe btao ki aap pareshan ho..Baby pe b effect hoga... Samjhenge wo agar aap aram se baat karoge... Aur jaha tak ho paae apni MIL ki baato ko filter kar do... Unhe bolne do...Aap dhyan hi mat do. Aap achi books padho...Movies dekho.; Gaane suno...Walks pe jao... Take care. Hugs..
Like
Reply
20 Oct 2017
Akanksha Sharma
Dear jaisa Apne kaha ki Aap pregnant hai,; Aise halat me Apko negative thoughts Mann me bikul nhi lane chaiye,; Apni pregnancy ko apna motivation factor banao ur think about that time when your baby will be with you.; Jaise ki Apke sasur nhi hai to saas ko Aise akele Chodna bhi accha idea nhi hai, Aap Apne husband c ur saas dono c hi baat Kare koi Na; koi solution baton c jarur nikalega. Think positive stay positive!!; Every problem has a solution and time limit....; all the best
Like
Reply
20 Oct 2017
asha chaudhry
<font color ="#3b5998"><b> @637299729d0e1b00168a6248 </b></font> kindly <u>advise</u>
Like
Reply
20 Oct 2017
Dr Payal
Aap akele nahi hai. Zyadatar bahuon ko yeh face karna padta hai, lekin iska hal hamein khud dhoondna padta hai. Aap apne husband ko yeh bataiye ke aapke sath kya ho raha hai. Bahot husbands sab jaanke bhi anjaan bante hain kyunki unko biwi or maa ke bich me fasna nahi hai. Phir bhi app unko sab batao. Aur koi ghar mein hai jo aap ki baat samjhega? Aapko yeh sochna hai ki ab chote bacche ki zindagi aap pe depend karti hai, isliye aapka pura din ka schedule aise banaiye ki aap zyadatar time apne aap ke liye- kuch hobbies, books , walking etc karne mein <u>bitaiye</u>.
Like
Reply
20 Oct 2017
Priya Sood
Pls add <font color ="#3b5998"><b> @616d51e8ca67e40013aa9222 </b></font> <font color ="#3b5998"><b> @6372c1453f31520016a69ec3 </b></font>; <font color ="#3b5998"><b> @61321b91c71eba0013440537 </b></font>
sonam patel
Like
Reply
20 Oct 2017