Mainy apni niece jo ki 6 saal ki h usko feeding krvai to dudh nikla ta but mujy halka sa pain hua
Or apny baby ko feed krati hu to bs thodi der krta h vo pir rony lg jata h?
Meenakshi Kaushik
17 Jan 2020
0
Interested
4
Answers
0
Shares
Meenakshi Kaushik
Mujy kbi kbi dudh aata h
Hmesa ni rhta
Like
Reply
19 Jan 2020
Sakshi Bhatia
Agr apki breast full rehta h to iska mtlb apko milk ata h . Ap palak, jeera ( har dish me) ajwain Khae usse dudh bnega jitna ho ske ye khaiye isse dhudh bnega. Bache ise age me kum dudh pite h ya pite pite so jate h . Ap baby ko har do ghnte m feed kijiye. Dream feed kijiye( sote tym) or agr baby 10-12 br susu or ek br poty kr ra h to iska mtlb h use enough dudh mil ra h
Like
Reply
18 Jan 2020
Meenakshi Kaushik
Feed krva k check kiya ta ki milk aata h ya ni
But baby ko pura milk ni mil pata
Sayad kam hi milk aata h mujy
Like
Reply
18 Jan 2020
Durga salvi
Hi..
Aap 6 year old baby ko feed mat karvaye ab ..Or apka baby small hai to is vajah se baby thoda thoda milk hi piyega..
Or apke baby ko aap har feed ke baad achche se dakar jaror dilvaye baby gas ki problem ki vajah se rota hai..
Meenakshi Kaushik
Hmesa ni rhta
Like
Reply
19 Jan 2020