question
Mam mera baby 2.5 months ka hai...wo baar baar apne hath ko muh me daalta rhta h...chahe use usi time feed he kyon na kraya ho...fir bhe..i am worried...me uski ye aadat kese chudwau ..raat m kbhe kbhe jyada rota h..mujhe lgta hai muh me hath daalne se pain to nhi hota...gandgi jate hogi pet me
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

1

Answer

Share

0

Shares

settings
Anonymous

sonam patel

Chinta na kare. Muh me hath dalna bilkul normal hai bacho me. Ye adat samay k sath khud chala jaega. Bache aisa krte hain ki kbhi kbhi jyada rote hai. Aisa gas k karan ho skta hai. Pairo se cycling motion kare. Pet par golakar bnate hue malish karen .

Like

Reply

lifestage
gallery
send