Mam mere bete ka wt. nahi badha hai iske liye main kya karu pichle month iska wt. 8.64 tha es month 8.68 hai maine khana bhi de rahi hun ab main kya karun main bahut chintit hun
mili kumari
04 Mar 2019
1
Interested
5
Answers
0
Shares
riya
Mam meri beti khana nhi khati h 5 year ki h ky Karu medicine bhi sab try kr chuki hu
Like
Reply
24 Oct 2019
Nilofer
Mili g. Meri beti 10 mahine ki he aur 7kg ki he. Eo bohot active he(mashallah) isliye doc ne kaha uska weight jaldi nahi badh raha. Koi bache jaldi weight gain karte he koi nahi kartey. Ye family genes par bhi depemd karta he.
Like
Reply
22 Mar 2019
mili kumari
OK mam main ye article jarur padhungi aur ese follow bhi krungi thank you
Like
Reply
04 Mar 2019
mili kumari
Mam mera baby bahut active hai wo khata bhi sabhi kuch hai
Like
Reply
04 Mar 2019
Bhavna Anadkat
mili ji ...agar bachcha bahut active he to jaldi vajan nahi badhta ...bachcha thik se khana khata he aur active he to aap vajan ki chinta na kre ..fir bhi ek article ser krti hu apko madad milegi <font color ="#3b5998"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/4196">बच्चे का वज़न बढ़ाने में मदद करती हैं ये चीज़ें। जानिये कैसे</a></b></font>
riya
Like
Reply
24 Oct 2019