Aksar mommies apne pregnancy me stretch mark ke liye upay dhundhti hai.
Qki ye mark sbhi ko pasand nhi hai.
Aaj mai kuch home remedies share krne wali hu jo maine kudh kiya hai.
Hi
Mommies abhi agar aap abhi pregnant ho toh suru say hi khub paani piye.nariyal paani,juice,chach,nimbu paani bhi pii skte ho.jo ki bahot faydemand hai.sarir ke liye qki uss waqt skin dry ho jaati hai.pet jaise jaise brne lagta hai.skin me khichaoo ke karan skin fatne lagta hai jisse hm stretch marks kehte hai.
Isse km krne ke liye apko roj nahane say pehle coconut oil,olive oil ,aloevera lagaye .aur baad me bhi pure sarir me lagaye.aap aloevera me vite capsule bhi use kr skte hai.market me Shea butter milte hai wo bhi lga skte hai.bs ye dhyan rkhe ki apko skin moisturized rakhni.dry bilkul hone naa dey.khane me dahi ,salad ,fruits samil kare,saada khana khaye.
Aur ek baat bolni hai.agar kisi ki pregnancy ke baad marks hai toh wo bio oil jarur say lagay .ye bahot hi achi hai.isse marks chle jayge.pr aapko liquid food jyada leni hai.
Deep
Like
Reply
25 Apr 2019