anonymous
follow-btn
Me 18 weeks pregnant hu.
Mera 2 sawal hai,,
1st ki Gynac MA-DHA tab kyu lene kehti hai aur 2nd ye ki Kya me ghar ka kaam karna shuru kar sakti hu?
Starting k 4-5 weeks se hi mene apne ghar servant rakh li thi ghar k kaam k liye lekin uska kaam muje clean nahi lagta Kai baar samjhai b lekin no use.
servant change kar k b dekh lungi lekin sawal yahi hota hai ki new new saare kaam clean aur time pe hota hai baad me halat same hi hoti hai
Like

0

Likes

Comment

6

Comments

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Anon_2290071641 Khan

thanks Akanksha n Anchal

Like

Reply

Anonymous

Akanksha Bhuri

agar doc ne kaam karne bola hai to aapko kaam karte rehna chahiye.. during my pregnancy Maine 7th-8th month tak jhadoo pocha kiya tha, and delivery ke din tak bhi cooking kar rhi thi. bas ye dhyan rakhna hota hai ki zyada exertion na ho, proper rest n diet lo, light exercise as suggested by gyn, yoga and walk par jaya karo.. staying active really helps.

Like

Reply

Anonymous

Anchal Bhardwaj

during my pregnancy I did household work till 9 months .. as mine was elective cesarean....

Like

Reply

Anonymous

Anon_2290071641 Khan

starting k 3 months muje Dr.ne totally bed Rest boli thi abhi toh walk karne aur ghar ka chota mota kaam karne boli hai lekin kapde dhone yaa pocha karne nahi boli

Like

Reply

Anonymous

Anon_2290071641 Khan

Me b yahi soch rahi hu lekin darr sa lagta hai baby ko harm naa ho

Like

Reply

Show more comments

lifestage
gallery
send