question
mera 6 months 15 days ka beta hai. cesarean delivery k wajah se suru me use cow milk diya jata tha, aur kuch din baad jb muje milk hone laga to cow milk k sath mera milk b dete te fr baby only mere milk pe rhne lga. lekin 1 month complete hote hote baby frequently potty ki problem hone lagi, . 2 -3 month baby completely mother's milk pe rahata ta use cow milk ya kuch b aur ni dete te. baby ko frequently potty ki problem se doctor ne mother's milk band krwa diya only formula milk dene ko bola. ab baby 6 mnth complete kr chuka hai, but ye mother's milk mangta hai aur mai feed ni kr pati bcoz ab milk hota e ni. muje bot bura feel hota e mera baby milk mangta e aur mai feed ni kr pati.
please kuch suggestion dijiye jisse muje fr se milk hone lage aur mai apne baby ko feed kr sakun.
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

5

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Pinky Pinks

thank you for suggestions

Like

Reply

Anonymous

Pinky Pinks

cesarean delivery se milk turant ni hua cow milk dena pada.

Like

Reply

Anonymous

Bijal Bhavya

Pinki.. Sabse pehle toh aap tension lena bandh kardo.. Jitna mentally stressed hoge utna milk banne ke chances kam ho jayenge.. 3 options likhe hain.. shyaad help kare. 1. milk ane ke liye Shatavari powder (ayurvedic store me milega) 2 spoon 1 glass warm milk me lena.. usse milk ane ke chances ho sakte hai. 2. Ajwain+Methi+Dill seeds+sauf ko overnight pani me bhigokar, us pani ko next day morning me boil karke warm pina.. Milk hone ke chances honge 3. Baby n me - yeh powder medical me milta hai.. shyaad asar kare..

Like

Reply

Anonymous

princy khurana

jitna ap upar se milk doge, utni supply apki kamm rahegi

Like

Reply

Anonymous

princy khurana

apki sabsi pehli galti thi cow milk dena and doosri galti thi formula dena. delivry ke bad bahut zaruri hai ki baby ko hum apni feed dete rahe. milk supply uske anusar balance hota hai. jitna baby apki feed lega, apki body utna milk banayegi.

Like

Reply

lifestage
gallery
send