Mera baby 1 year 7 month ka hai wo kuch v khana nahi chahta kisi v time aur na dudh pina chahta .maye kya karu.pls help me
rani
01 Oct 2019
0
Interested
2
Answers
0
Shares
rani
Sonam lekin wo kuch v nahi leta na biscuits khata na hi dudh se bani koi chije khata kuch v naya try karo nahi leta .use chabana v nahi aaraha uske teeth v aachuke hai fir v khane ko chabana aur use andar nahi karta.
Like
Reply
01 Oct 2019
sonam patel
Rani, sbse pehle aap itni tention mat lo. Baby doodh nhi pita hai, koi baat nhi hai. Doodh se bani chije do usko jaise ki dahi, paneer, kheer, daliya doodh me bnai hui etc. <br>
Bache ko aap khane k liye force mat kro. Jb aaplog khate ho usko sath me baithao. Khaane k time ko family time bnao. Bache hume dekh kar hi sikhte hain. Bache ko khud se utha kar khane k liye protsahit karo...Isse bhi ruchi aati hai. Finger foods do jaise ki kela, paneer finger k size ka, aaaloo ke fries etc, jo ki utha kar khane me suvidha ho usko. Alag alag chine try karo...Aur plate ko colourful bna ke khane do. Thoda samay lagega lekin baby khane lag jaega.
rani
Like
Reply
01 Oct 2019