Mera beta 16months ka hai,main aur wo rehte hai,aur koi nahi hai.Last 2weeks se usse itni chot lag rahi hai bohot buri tarike we,Kya karu kuch samaj nahi aa raha hai.Plz help.
Sritama Ghosh
13 Sep 2019
0
Interested
2
Answers
0
Shares
sonam patel
Sritama, sabhi bache girte hain aur chot lagate hain... Aap chinta mat kro. Ye unke badhne ka hissa hai. Ap ek kaam ye kar skte ho ki jitne bhi tables wagerah hai jiske nukeele ends hai unme baby proofing kar skte ho jisse chot lagne pe cut nhi hoga baby ko. Aap usko dekhte raho kaam ke bich me bhi. <br>
<span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/6364">क्या आप अपने घर को बेबी-प्रूफ करने के 21 तरीके जानते हैं ?</a></b></span> आप ये पढ़िए।
Like
Reply
13 Sep 2019
Durga salvi
Hi anon..<br>
Har insaan akele hi rhta hai abhi to apko khayal rakhana hoga baby ka ..Jese jese baby bda hota hai chalne lagta hai or activity karta hai to vo girte bhi hai or lagti bhi hai baby ko aap hamesha mat par hi rakhiye or bed par rakhakar aap koi kaam mat kariye..Suru suru me problem hoti hai baad me thik ho jayga jab vo sahi se chalne lag jayga..
sonam patel
Like
Reply
13 Sep 2019