question
mera beta 18 month ka hai aur uska weight 11 kg hai par wo kuch khata nahi hai sirf doodh peete hai docter ko bhi dikhaya par kuch fark nahi pada pls give me suggestion
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

6

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Urmila Devi

thanku rakhi ji

Like

Reply

Anonymous

Rakhi Puri

urmila ji maa bachche ki sabse badi teacher ya dost hoti hai....aapko hi usko samajhana hoga aur dheere dheere sab tareh se alag alag tareh ka khana bana bana ke usko khilana hoga....usko nayi nayi cheze healthy tareko se bana ke khilao aap...YouTube pe bahut videos milenge aapko....usko khane se dosti karwao....bachcha agar food like katega to khayega and never forcefeed....aapki thori extra mehnat uske aage ke lie bahut achcha hoga....best of <u>luck</u>

Like

Reply

Anonymous

Urmila Devi

thanku

Like

Reply

Anonymous

Roopashree Siddireddy

2 sala ke Kam Umar ke baccho Ko koi health drink milk me mix nahi karna chahiye. Garmi hai aur bacche is Umar me aise hi karthe hai. Milk peena unke like easy hai isiliye. Aur agar danth aa Raha hai..tab bhi kuch khana pasand nahi karthe..Aap fruit juices do. Aur khane ka ceez sakt nahi hona chahiye. naram ceez do. jaise ki....idli, dosa, khichdi. Dhire dhire khayega.. don't worry

Like

Reply

Anonymous

BabyChakra

<font color ="#3b5998"><b><u><a href="http://app.babychakra.com/article/1101">The Ultimate Height and Weight Tracking Guide for your little Boys</a></u></b></font>

Like

Reply

Show more comments

lifestage
gallery
send