Mera beta 45 days k hai, wo mahut ro raha hay, feeding k baad v .. nind itna hai ki ankhen band hay, par bahut ro raha hai.. what should I da?? Please help
Srideb Karmakar
22 Sep 2019
0
Interested
3
Answers
0
Shares
Ruchita Mehra
Hello, aap Baby ko apne chest ke uppar upright position mein after feeding rakhiye. Iske bahut fayde hain, pehla dakar ekdum se aayega, doosra aapka bachha aapka body ke close hain. Aapki warmth usse milegi to usse Aaram aayega, woh shaant ho jayega aur kam royega. Sleep ke liye bhi yeh best option hai. Issue Kangaroo mother care pose kehrte hain
Like
Reply
25 Sep 2019
Bhavna Anadkat
ye article bhi pdhe <font color ="#3b5998"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/4539">पेट पर समय(टम्मी टाइम) के लाभ</a></b></font>
Like
Reply
23 Sep 2019
Bhavna Anadkat
hello<br>
aap baby ko feed ke baad thik se dakar levao ..to gas na bne ..bachcha gas ki vajah se ya pet dard ki vajah se bhi rota he ..ya aap chek kre kahi koi rashish to nahi baby ko ...kapde cottons ke pahnaye ..tummy time dijie ..isse pet dard me use thik rahega
Ruchita Mehra
Like
Reply
25 Sep 2019