question
Mere 8 month baby ko kafi dino se cough h nd 2-4 dino se bht jada hi khaas rha tha usko break v nhi liya ja rha tha fir usko Dr. Ne injection lgaya n baaf diya 2din uske baad aaram nhi tha..Dr. ne Pneumoniae ka symptoms btaya uske baad medicines change ki h to khaansi to thik h pehle se but av uski chest se ghur ghur jaisi aawaj aarhi h n nose se...lahsun n sarso tel se usko massage v de rahi hu

Plz Mai usko kaise thik karu samajh nhi aarha bht weak hogya h mera bccha😢😢😢mai kya karu kuch v nhi khata pita h bas mera Bm..aur ek aur baat kya mai usko lekr iss period me train se Delhi travel kr sakti hu..mummy k paas jana h mujhe...mera bccha yaha thik hi nhi rhta jb na tb kuch na kuch hota hi rhta h usko aur mai v bht weakness feel krti hu delivery k baad se
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

5

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

sonam patel

<span style="color:#3B5998;"><b> @616fdb6bee57850013f09995 </b></span>

Like

Reply

Anonymous

Anonymous

Mujhe travel krne k safety tips hi dedijiye plzz

Like

Reply

Anonymous

Anonymous

Travel agr safe nhi h to yaha konsa safe h aur happy hu...mujhe yaha bht sari prblms h mai kya karu

Like

Reply

Anonymous

Anonymous

Pehle wali ka ek hi naam yaad h Otarax Syrup nd av jo chala rahi hu wo Betalar, monoral, n Lomohist ( nepali medicine h)

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

Abhi travel karna safe nhi hai. Corona ke time bache ko ghar pe hi rakhe. Aap dawai ki jaankari bhi dijiye ki kon Kon si dawai chal rhi hai. Doctor aapko answer karengi fir

Like

Reply

lifestage
gallery
send