Mere baby ke bed pr baht sari chiti ( ant ) ajati h r use kat v leti h...baht rota h ....jbki mai hr 2.3 din pr pura bed gaddi hata ke jharti hu ..pta nhi kaha se ajata h .kisi ko pta h ye chitiya permanentaly kaise jayengi ?
shailja
09 May 2020
0
Interested
4
Answers
0
Shares
varsha anand
chitiya to permanently nhi jati kyuki purani maregi to new a jaegi but ab gadde to dhup me rakho our uspe dettol liquid our pani mix krke uspe chidko or spray kro daily to nhi aygi isse faidha milega apko me b karti hu yehi
Like
Reply
10 May 2020
shailja
Ok tx both of u
Like
Reply
09 May 2020
sonam patel
Chiti permanently toh nhi jaate... Garmiyo me ye smsya bahut rehti hai. Ek chalk jaisa lakshman rekha aata hai, aap wo bed k har taraf laga den isse nhi aayenge chiti
varsha anand
Like
Reply
10 May 2020