question
Mere baby ki roj toilet nahi hoti hai..

Last time usne 5 days liye the toilet ke liye toh hum doctor ke pass gaye...

Doctor ne milk of Magnesium diya tha...Toh baby ko 0.25ml medicine diya and uski toilet ho gayi thi....

Uske baad medicine nahi diya....And aaj 4 days ho gaye hai uski toilet abhi tak nahi ho rahi hai....

Currently baby is taking mother milk and cerelac ...
Pls help me..
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

7

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Livanya

Normal hai. Baby ager 10din tak v potty na kare toh thik hai. Bas ap uski tummy ki massage kare. Aur uski tummy check krti rahe wo naram honi chahiye. Tiet na ho.

Like

Reply

Anonymous

jessy oberoi

Aap usko ghutti pilae garam pani me din me 2 se 3 baar vo potty kar legi...

Like

Reply

Anonymous

PRATIKSHA

Anyone has any new information pls share me....<br>

Like

Reply

Anonymous

PRATIKSHA

Thanks all

Like

Reply

Anonymous

Akanksha Bhuri

Aap baby Ko Pani dijiye. Agar vo pi sake to thoda Ajwain ka Paani ya jeera ka Paani dijiye. Isse gas nai banegi. Aur cerelac avoid kijiye aap, usme sugar kafi zyada Hoti hai jo baby ke liye sahi nai hai. Uski jagah aap baby Ko ghar ka fresh khana do jaise ki daal, mashed chawal, soups wagerah

Like

Reply

Show more comments

lifestage
gallery
send