Mere baby ko bahut machar kaat liye hai kya me mosquito repellent cream use karti Shakti Hunnn kyunki baby aapne haatho aur paareon ki mu me leti rahti hai kya yeh safe hai use karna. Konsa brand aur kahan laga sake hai
Ellora Mohanty
25 Jun 2017
0
Interested
2
Answers
0
Shares
Aradhana Sharma
hi anon ...please keep baby safe dress her up full aap usko pure kapda pehnaye, jaise full sleeves , full paints (pure cotton) jab bahar le jaye ya jab machar Jada ho, secondly aap net laga ke baby ko sulaye hamesha , body pe spray ya cream itni choti baby ke liye main suggest nai karti, lekin aap apne room main koi organic herbal spray chidak sakte hai, mustard oil or neem oil ka diya jalaye this machar kam honge, neem leaves ghar ke kone kone pe rakhe kam hote hai machar, neem boil karke pani se ya Dettol se ghar main pocha Lagaye.jahan machar Jada ho baby ko leke Na jaye.baby ko plz mosquito se bache, kahan Kate hai wahan coconut oil ,neem paste lagao, dekhe baby mooh main Na Dale neem ko. for small babies prevention is always <u>better</u>
Aradhana Sharma
Like
Reply
25 Jun 2017