Mere beti ka age abhi 2mnth 10days hua hai to uski weight kam hai to iske liye kya karna thik rehega???
NIL MODAK
02 Jul 2019
0
Interested
6
Answers
0
Shares
NIL MODAK
Thanks @Kavita & Akanksha madam.....
Like
Reply
05 Jul 2019
Akanksha Bhuri
Jaise ki Kavita ne kaha, birth weight first month mein Kam hota hai, jo ki slowly increase hoga, bas har 2 ghante mein ya on demand breastfeeding karate rahiye. Baki, agar bachha thoda lean and thin bhi dikhta hai to koi problem nai hai agar vo properly feed le rha hai aur active hai to
Like
Reply
02 Jul 2019
Kavita Sahany
First month maine thoda sa kum hota hai weight .. then increases hota hai.. bres3 karte rahen .. 6 mahine tak sirf maa Ka dudh
Like
Reply
02 Jul 2019
NIL MODAK
Weight to abhi nhi karwaye , birth ka time tha 2685gm
Like
Reply
02 Jul 2019
nadhi balu
Ma'am ki dhoodh hi accha hai. Isme hi saari health factors hai
NIL MODAK
Like
Reply
05 Jul 2019