Mere breast me lump bn gye h.2 din milk n aaya us wjh se baby ko formula milk dena pda..ab use breast feed se satisfaction nhn hoti..kya kru?
tanvi
16 Jan 2019
1
Interested
5
Answers
0
Shares
sandeep
Mera baby 11days da aa mera milk bht ghat aa te oh sara din mera dudh peenda aa te raat nu rajda ni aa pher ohnu formula bna k dehna pehnda ik var..par ohi ik var oh jidh bht karda aa lagatar 2hrs..pls help me k raat nu dhud pura bne te baby sou sake
Like
Reply
23 Feb 2019
Anshu
Use warm compress on breast, koi towel garam pani mei dip karke pani nichod kar breast par lagaye, aisa karne se lump jo milk ki Vajah se bana hai theek hoga. Aap formula band kar ke baby ko breast milk dijiye.. jitna bacha latch Karega utna milk produce hoga don’t worry breast milk hamesha bache ki jarurat ke anusar hota hai use latch Karne dijiye
Like
Reply
22 Jan 2019
sonam patel
Aapko kaise pta chal paa rha hai ki baby ka pet nahi bharta hai? Roti hai?
Like
Reply
16 Jan 2019
tanvi
<font color ="#3b5998"><b> @61321b91c71eba0013440537 </b></font> uska pet h nhn bhrta..try kr rhi hu mai feed pe laane ki..milk to aa rha h..but lump hai..
Like
Reply
16 Jan 2019
sonam patel
Tanvi aap formula band karoge toh dheere dheere baby breast milk hi lene lagegi thik se... Tention toh bilkul mat lo aap. Abhi lump kaisa hai? Aur ab milk aa rha hai? Aap doctor apne se bhi baat kar skte ho iss baare me
sandeep
Like
Reply
23 Feb 2019