Meri 2 month ki beti he .uske ear and nose kese clean karu??
I haven't idea.
Plzzz help me
Hetal Mungpara
15 Mar 2017
0
Interested
5
Answers
0
Shares
Dr Payal
yes agree with sheeba<br>
pls no ear buds. if you are using then do not insert into the canal. only external part.<br>
better idea is that ek patla rumaal gila karo aur bahar se hi saaf karo. naak nahate time halke se dabakar saaf kar sakte hai
Like
Reply
16 Mar 2017
Sheeba Vijesh
hi <font color ="#3b5998"><b> @63729b569d0e1b00168a626f </b></font><font color ="#3b5998"><b></b></font><font color ="#3b5998"><b></b></font>, nose aur ear ke andar nahi dalna hai... baby's sneeze karte hai to nose clean ho jata hai, to sirf nose ke bahar cotton se clean karna hai... usi tarah ear ke andar kuch daalne se ear damage ho sakta... gandagi apne aap bahar aayegi, toh sirf, kaan ke baha aur peeche clean karna hai... take care. 😊
Like
Reply
16 Mar 2017
SHALU RANI
after the bath use cottan bud and slowly the <u>clean</u>
Like
Reply
16 Mar 2017
Hetal Mungpara
okk thanks
Like
Reply
16 Mar 2017
Kaur Randeep
use earbrds dear..when ur baby z sleeping u cn clean it
Dr Payal
Like
Reply
16 Mar 2017