Meri 35 days old baby ko fever he 98.1 F .Kon si medcn de skti hu?
Priyanka Kushwaha
21 Mar 2018
0
Interested
5
Answers
0
Shares
Priyanka
Yes..priti is right..mere doc ne bhi 100 se upar fever hone pe hi medicine dene ko kaha h..medicine ki dose weight & age k according change hoti rhti h to jb bhi fever ho aap doc se consult kre
Like
Reply
21 Mar 2018
Priti Singh
Hey anon.. As per my doc.. Agar bache ko 100 se upar fever ho to hi fever ka dawa diya jata h.. Still agar aapko doubt ho to apne doc se baat kr lo
Like
Reply
21 Mar 2018
asha chaudhry
Aap pls apne pead se fever management ke baare mein zaroor poochen. Taaki aapko maaloom rahega kab fever hai. Aur tab kya dena hota hai! Pls <u>tc</u>
Like
Reply
21 Mar 2018
Anonymous
Phle uska body temperature 97 F hi rhta tha .So I thought use fever he.
Like
Reply
21 Mar 2018
asha chaudhry
hi anon - pls apne dr ko hamesha consult karo medication ke liye! aapka baby bahut hi chhota hai. bina dr se pooche kabhi bhi koi bhi medicine mat dena. btw 98.1 F is not fever. aapke baby ko fever nahin hai. aap pls baby ko bahut zyaada kapde nahin pehnao. agar aapke idhar summer jaisa ho raha hai toh pls fan etc chalao.
Priyanka
Like
Reply
21 Mar 2018