Meri 3rd month ki sonography hui h usme mujhe low placenta bataya h....Doctor ne Rest k liye Bola h physical activity k liye mana Kiya h....Mujhe Janna tha mere rest krne se placenta apni jagah upward shift hojaega k Nahi???? Kitna time Lagta h isme ??? Aur isse mere bacche ki growth me koi problem toh Nahi???? Mujhe Thoda tension hogya sunn k....
Baby ki growth me koi dikkat nhi hogi. Chinta na kare. Aur bilkul rest kare. Ye jagah pr chali jaegi.
Like (1)
Reply
16 Aug 2020
S Sharma
Isse baby k growth me koi problem toh nai hogi na????
Like
Reply
16 Aug 2020
Kavita Sahany
Aap rest karen... Placenta dhere dhere uper ata hai normally aur kuch cases main last tak rehta hai.. mera full term tak lying placenta tha.. rest karen .. agla scan ka wait karen.
sonam patel
Like
Reply
16 Aug 2020