question
Meri baby 3 months ke hai woh pehele demand karti thi khaana par aba woh khati he nahi hai. Woh formula leti hai. Mein 2hrs gap mein 80ml deti hun pehele to khaa leti thi par aba woh 60ml he leti hai 3hrs gap mein. Tensed hun uska weight kam na ho jaye woh preemie baby hai.
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

2

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Prangya Paramita

K

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

Prangya relax...Weight kam nahi hoga... Aur baby jitna pi rahi hai aap usko pilao... Tention mat lo aap. Ab bachche aas paas ki chije dekhne me intrested hote hai...Unka dhyan bhi bhatakta hai...Aur kbhi kbhi phase hota hai... Jo kuch dino me chala jaega aur normal ho jaega sab... Aap koshish kro usko shant air dark room me ja k feed karane ki jis se uska dhyan na bhatke.

Like

Reply

lifestage
gallery
send