question
Meri beti 6 month ki h.2-3 din se uska routine change ho gya h. raat ko ache se nhi so pa rhi or thodi irritate b ho rhi h.or toilet karte time awaj nikalti h jese zor lga rhi ho.kya reason ho sakta h iska dr.plz help me
anonymous
follow-btn
Interested

1

Interested

Answer

1

Answer

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Durga salvi

Hi..Anon apka baby ab aap upar ka khana dena suru kariye..Night me 6 bje ke baad sone mat dijiye dhere dhere uska routine set hoga..Baby ka night me hi sulaiye. or ab pani bhi boil karke pilaye.. baby susu karte vaqt jor lagata hai..Kabhi kabhi..
one year tak baby ko first food maa ka milk hi hona chahiye.
Ab aap use daal ka pani,rice ka gadha pani,banana mashed,papaya mashed,apple puree ye try kar sakte hai.
Suji sekkar rakh lijiye usme pani milakar bhi de sakte hai .
6month ke liye yahi thoda kuch .
Aap baby ka food achche se or sab clean hona chahiye.
Check kariye apke baby ko kisi food se problem to nahi hai.
Vo starting me one or two teaspoon hi kahiyega.
Jabardasti mat kijiyega.
Happy weaning.

Like

Reply

lifestage
gallery
send