question
Meri beti 6month ki ho gyi use solid me kya kya du
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

6

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Khushbu Kumari

Thanks sonam Patel

Like

Reply

Anonymous

Khushbu Kumari

Thanks bhrukuti mistry

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

Aap moong dal de skte ho shuruat me... Dheere dheere fir saare dal introduce kar skte ho.

Like

Reply

Anonymous

sonam patel

Aap phal aur sabziyon se shuru karo... Daal se bhi kar skte ho... Daal ko ache se mash kar k do...Phal jaise ki kele ko mash kar ke do... Seb ko ubaal ke... Aur sabziyon ka soup de skte ho... Sabzi jaise ki lauki, aloo ubaal k de skte ho... Abi shuruat me bas ek meal dena hai...4-5 spoons b kaafi hain... Dheere dheere dose badhana hoga... Aur koi b nayi chij aap lagatar 3 dino tak dena jisse bachche ko bachaane ki adat hogi aur apko ye bhi pta chal paega ki us khaane se koi allergy toh nahi hai... Uske baad aap khichdi, daliya, chawal daal, sooji kheer, aate ka halwa jaisi chizen de skte ho.. ek sala<br> tak namak aur chini nahi dena haj. mai link share kar rahi hoon aap wo dekho... Idea milega. <span style="color:#3B5998;"><b><a href="http://app.babychakra.com/article/4365">&#2349;&#2366;&#2352;&#2340; &#2325;&#2375; &#2358;&#2368;&#2352;&#2381;&#2359; &#2342;&#2360; &#2346;&#2370;&#2352;&#2325; &#2310;&#2361;&#2366;&#2352;</a></b></span>

Like

Reply

Anonymous

Khushbu Kumari

Kon si dal

Like

Reply

Show more comments

lifestage
gallery
send