meri beti uper ka dudh piti h usse uski health girti ja rahi h mera dudh bilkul nhi piti h or uper ka dudh m bhi smaj nhi ata kaisa du or konsa du
Dr.Shikha Verma
18 Mar 2017
0
Interested
6
Answers
0
Shares
Dr.Shikha Verma
ok thanku so much mam
Like
Reply
18 Mar 2017
Sheeba Vijesh
shikha, aap breast pump use kar sakti ho doodh nikalne keliye... aur jab baby ko feed karane jao, toh pehle breast par karwane ki koshish karo.. mein samajh sakti hun ki baby royega toh takleif lagti hai, par thoda koshish karo... aisa karo, apne pehle do fingers jo hai, use kaichi ki tarah karke pakdo, aur nipple aur uske saath jo dark part hai, use in fingers ke beech pakadkar aage kheecho, aur baby ke muh mein pakadkar dena hai... thodi practice karni padegi, par aisa thode din karne se baby aur maa dono seekh jayenge...
Like
Reply
18 Mar 2017
Dr.Shikha Verma
thanku Dr.Shilpitha mam; Sheeba mam and kanupriya mam mere nipple inverted h to usko dabane m problem aa rahi h isliye wo piti nhi or bottle m bharne p piti h <br>
lekin mera dudh bhi jada nhi nikalta jisse uski bhuk mit sake m kya kru
Like
Reply
18 Mar 2017
Kanupriya Nishant
hello.. top feed mat dijiye, try to feed her. wo thoda pareshan honge, she will cry but let her cry for sometime.. jab bhuk lagegi to peena hi padega. me bhi yahi truck krti thi. bottle milk is easy to have, isliye bache wahi lena pasand krte hai, usme as much effort nahi krna padta, but try to give her ur feed..
Like
Reply
18 Mar 2017
Sheeba Vijesh
<font color ="#3b5998"><b> @616d5a27c1b4770013bcb718 </b></font><font color ="#3b5998"><b></b></font><font color ="#3b5998"><b></b></font> ne bilkul sahi kaha hai... doodh aa raha hai toh kisi tarah baby ko wohi pilaye... lactation specialist se mile toh woh aapki madad karenge...
Dr.Shikha Verma
Like
Reply
18 Mar 2017