Meri saas purane damage ki hai Jo har tym bhagwan ka naam lete rahte hai. Aur woh mere bete ko bhi aise hi sab sikhate hai.
Manti hu ye zaruri hai par nahate,khilate, sulate,etc har tym baby ke dimag mai yehi dalna bhi sahi nahi hai. Mujhe nahi chahiye mera beta unke jaisa bane.
Kya karu aone pati ko nahi batasakti ye sab.unke liye unki maa bhagwan aur mahan hai. Bataiye kya Kari.
Krutika Gor
14 Dec 2018
0
Interested
4
Answers
0
Shares
sonam patel
Aap bilkul chinta na kare... Bachche sab sikh jaate hai...Aap jo sikhana chahoge wo bhi sikh jaega... Itna dhyan hi mat do... Mujhe pta hai kaisa feel hota hai aise samay me... Lekin kuch nai kiya jaa skta hai... Bas aap yai socho ki kuch bura nai sikhaa rai hai wo...Toh koi problem nahi hai... Aur aap co operate kar ke hi raho...Sbko nai milta hai family jo bachche ko sambhale... Aap bas khush raho...In sab baato ko ignore karo.
Like
Reply
14 Dec 2018
Satarupa B
Ye to hota hai bht families me.. sab ka same level of feeling and understandng nhn hota.. Mere sath meri dadi saas bhi rhte hai 82 years ki.. unke saath bhi same hai but wo mere friend jaise hai.. aap ko khush hona chye koi hai jo apke bete ko smbhalte hai..varna kitnon ko koi help tak nhn milta. Khush rahe.. bacche ko sikhane se koi kisi k jaise tjodi ban jata hai.. life lambi hai..
Like
Reply
14 Dec 2018
Kavita Sahany
Kou problem nahi hai...itna zada na sochen ..bhagwan ka naam lena is a good thing...wo hamesha hamari raksha karenge..<br>
Aur jo aap soch rahe ho ki khali wahi sikhega bacha..aisi baat nahi hai..bache sab seekh jate hain...chinta ki baat nahi hai...dheere dhere bade honge then apni duniya maine chale jayenge..padhai dost etc...<br>
Zada na sochen and positively sochen...
sonam patel
Like
Reply
14 Dec 2018