question
Mom's. Pls help me...mera beta 2 Sal dhai month ka hai mai khud educated hu.r apne bache ko abhi ss learning me interest paida krna chahti hi. Vo baht active h. Bt khana dhang se nhi khata isiye cranky h baht.. R abhi v vo ache se nhi bolta sirf kuch word ke starting ka pehla ka alphabet bolta h...like aloo ka aa.aur pani ka pa etc hmra nuclear family h bs mai r mere husband....to hm jitna tym vo hmare sath rhta h hm usko bulwate rhte h...hmesa uske sath bat krte rhte h...pls ap suggest kijiye ki r hm kya kre Jo r adhik bol pay. Mai use learning me interest lana chahti hu bt jb book le ke a b c pdhati hu to vo book chhin leta h r kbhi kbhi fad data h... Slate pr hath pkad kr likhati hu to chauk se khud hi ghsta rhta h..mai hmesa uske same alphabet nd numbers bolti rhti hu. Bt vo sunke sirf hsta rhta h. Pls help me
anonymous
follow-btn
Interested

0

Interested

Answer

2

Answers

Share

0

Shares

settings
Anonymous

Seema Bhatia

Aap pareshan na hoiye. Padayi ko fun activity ki ratike se lene ki koshish kijiye. Visual learning bhi try kijiye

Like

Reply

Anonymous

Dr Pooja

Hello Shailja, pareshan hone ki baat nahi hai. Aap ko patience rakhna padega. Uske sath time spend karna padega. Uske sath baate karo. usko Gaane ga de dance karke. This will help but it will take some time.

Like

Reply

lifestage
gallery
send