Kya usse Breast feeding k alava bhi kuch dena chahiye,
Sayad maa ka dudh uski bhukh ni mita pata,
Ravi SG Mahour
03 Jun 2019
0
Interested
2
Answers
0
Shares
Akanksha Bhuri
Hi, maa ke doodh ke alawa 6 months tak kuch aur bhi dene ki zarurat nai hai, Paani bhi nai. Doodh mein sabkuch hota hai jo baby ke liye zaruri hai. Agar baby din bhar mein atleast 6 bar urine pass kar rha hai, to usko thik se diet mil rhi hai, aap chinta mat kijiye 😊
Like
Reply
03 Jun 2019
sonam patel
Abhi nahi dena hai kuch...6 mahine k baad hi shuru karna hota hain 6 mahine tak aap maa ka doodh hi den... <br>
Aur bahut jyada jaroorat ho toh formula milk de skte hain.
Akanksha Bhuri
Like
Reply
03 Jun 2019